1: Aik subah phoolon ki tehri par (baitha howa) aik parinda dusre parindon se keh raha tha ke qudrat ne insan ko par ata nahin kiye hain aur is sada loh ko zameenpar rehne wala hi banaya hai.Tashrih: …
Kashmir Shairana Musawari Aur Manzar Nigari
1: Tou apna saaz-o-saman lay kar kashmir ka rukh kar (aur wahan ke) pahar, teelay aur wadiyan dekh. Jagah jagah sabza (ki bahar) dekh aur har (aik) bagh mein lala (ke phool khile howe) dekh.2: (Dekh …
Zindagi-o-Amal BA Persian Question Answers
Taraf aur tabsara: Ye 2 ashaar farsi kalaam "payam-e-mashriq ke dusre hisay "Afkar" mein shamil hain. Jese ke anwaan se zahir hai ye mukhtasir nazam Germany ke mashoor shayar ki nazam "sawalat" ke jaw…
Agar Khaahi Hayat Andar Khatar Zi Persian Poetry
1: Tarjuma: Aik hiran ne dusre hiran ko apne dil ka dukh (banate how) kaha ke main aaj ke baad Haram (Kaba) mein panah hasil kar loun ga (kyoun ke) jungle mein tou shikari (har waqt hamari) ghaat mein…
Muhawara Ma bain Khuda-o-insan Dialogue between God and Man
KHUDA: Translation: (Khuda insan se gilah karte howe kehta hai ke aay insan!) Main ne tou (puri) dunya ko aik hi (tarah ke) pani aur mitti se paida kiya tha (magar) tou ne isay Iran, Tataar aur Habsha…
"Huddi" Naghma-e-Sarban-e-Hijaz Persian pu BA course outline
1: Aey meri teez raftar oontni tou mere liye Tataar ke hiran ki manind hai. Mere dirham aur dinar (meri dolat) tou hai, (khawah) ye daulat thori hai (aur khawah) zayada (magar) tou hi hai. Tou meri je…
Kirmak-e-Shab Taab Persian Poem
1: Aik bay qeemat zaray ne aahon ki daulat jama ki tou ishq ne usay is qadar jalaya ke parwane ki si khu seekh gaya aur raat ki tareekiyon ko roshan karne laga.2: (Ye jugnu darasal suraj se bichar kar…
Hikmat-o-Shair - Iqbal & Maulana Jalaluddin Rumi Poems in Farsi
1: Urdu Tarjuma: Bu Ali Sina naqah chalne se uthne wale gard-o-ghubar mein kho kar reh gaya jabkeh Roomi ka hath mehmal ke parde tak ja pohancha.Tashreh: Iqbal ne apni nazam "Hikmat-o-Shair" ke is sha…
Karam Kitabi - Iqbal Farsi Poem For PU B.A Students
1: Main ne suna ke aik raat mere kutab khane mein aik kitabi keera (dimak) parwane se keh raha tha ke mein ne Bu Ali Sina ki kitabon mein apna thikana banaye rakha hai aur bohat dafa Zaheer Faryabi ki…
Sarod-e-Anjum - Iqbal Persian Poetry
1: (Sitare apna geet gate howe kehte hain ke) Hamara nazaam (aur hamara mamool ke mutabiq chalna) hi hamari zindagi hai. Hamara (ahista ahista) safar karna hi hamari masti (josh aur walwalah) hai. Ham…
Zindagi - Allama Iqbal Poetry Shikwa Explanation in Urdu
ZINDAGITranslation / Tarajama: Aik raat mausam bahar ka badal zaar zaar roya (aur us ne rote howe kaha ke ye zindagi (tou) musalsal rona dhona hai. Aik teez raftar bijli chamki aur (badal se) kehne l…
Fasle Bahar PAYAM-E-MASHRIQ - Khez Keh Dar Koh
1: Tarjama: Aay insan uth ke paharon aur janglon mein mausam bahar ke badal ne khayma laga diya hai. Bulbul, Toti, Teetar, Meena jese khush awaz parinday (mausam bahar ki amad ki khush mein) mast ho k…